Blog

WELCOME TO MEERUT ONLINE

21/05/2011 23:00

All the visitors you are welcome to meerut online ..now u can write you blog here ..and u can also read my blog here..

KISE VOTE DAIN ?

21/05/2011 21:15

Kya jab aap vote dene jate hain to apke man main yeh sala nahin aata ki kisko vote dain ..aaj is bharat main sab neta chor hain ..koi bhi political parties aisi nahin hai jo acchi ho ..sab political parties per daag hai ..aab congress ko hi dekh lo ..jis party ko vote deker apne apna prime minister chuna ..kya mila hume ? hazaro crores rupees ka ghotala ..mehangai aur dduniya ke samne humari insult jo commonwealth games main hui thi ..iske alawa kya mila hume kuch nahin ..lekin jab koi parties vote dene layak na ho to kise vote dain ?? bharat main ek option logo ko diya jana chaiye kisi ko vote na dene ka ..tabhi hum is bharat ko accha neta de payenge ..aab aap hi btaiye hum apna income tax dete hain ..kya milta hai us se kuch nahin ..humara paisa yeh neta hadap lete hain..hum income tax dete hain jisse humara bharat aage bad sake ..hume suvidhaiye mil sake ...per kuch nahin hota kyunki yeh to neta hadap lete hain ..is samay jo bharat ki status hai usper hum yehi keh sakte hain -

 

                    yeh hai bharat desh humara

                    jahan netao ne kha liya hai dhan humara

 

                   aab to khane ko roti bhi naseeb nahin hoti

                   per in netao ki kamai hoti moti

                 

                   aab time aa gya hai hum logo ke jagne ka

                    in chor netao ko bhagane ka

 

                   humne angrezo sebhi ek din bharat ko azaad keraya tha

                    wahi time aa gya hai dubara ......

 

                  

                   

                 

 

                   

PRICE HIKE OF PETROL ..

20/05/2011 23:23

We know that petrol prices are incresing at a very fast rate ..some time ago government had increse it by 5 rs ..but why are we feeling bad ..cant we leave this petrol vehicles ? cant we decrese the use of petrol vehicles ..Now a days when a child comes to 10 class , his parents give him bike and he used to ride a bike to go to a very short distance ..this is very embrassing ..cycle is very useful vehice..we should use bi cycle to go to a local place ..its makes us fit , helps us to loose weight . also it does not affects our pocket because it is free i does not need petrol ..some newspaers organize cycleathon whoch is a very good step ..this will increse the use of cycle ..these type of raliies should be organized ..think what we do if petrol reaches to 100rs per litre ..how can a poor man afford it. so make a habbit to go bya 11 no. bus i.e ur legs and use ur bicycle

KYA KAMELA BaND HOGA ?

19/05/2011 20:57
hum bahaut saalo se dekhte aa rahe hain , kamela chal raha hai aur
janvar cut rahe hain ..bahaut kosis hui ki yeh band ho jayen per
meerut ki police sayed darti hai ki vo ab tak kamela band nahin kerva
saki..lekin sawal yeh hai ki is tareh kamele main gaye , bhains cut ti
rahi to hume dhoodh kahan se milega ? aur baat dhoodh ki nahin hai ...jab
is desh main aadmi ko marne main fassi ki saza ho jati hai to janvaro
ko marne main kyun nahin hoti ? kya janvaro main jaan nahin hoti ?
agar in logo ko sudhara nahin gaya to ek din aisa ayega ki yeh log
janvero ki jageh aadmiyo ko katna sru ker denge ..isliye kamela ek bahut
badi samasya hai ..agar hum government per , police per depend rahenge to
iska kuch bhi nahin ho payega..hum logo ko hi iske liye aage aane padega
tabhi hum is samasya ko jad se ukhad payenge aur in bejuban janvero ko bacha
payenge ..

BRIBE

18/05/2011 22:30

Main aaj apko kuch baatain btane ja rha hon jo aap log pehle se bhi jante honge ..I will not blame all the police officers ..Hum logo ne bahut baar dekha hoga ki bahut baar yeh police wale kabhi kabhi checking shru ker dete hain ..per isliye ki inhe apni jab moti kerni hoti hai ..logo se 100 rs leker unhe chor dete hain ..aur jo na de uska chalan kaat dete hain ..aab koi police wale ka ristedar ho to use to sallam thok ker chor dete hain ..yeh hai meerut police ..police wale janvero ko kamele tak jane dete hain bas unhe 100-200 rs de do ..mujhe ek baat samaj nahin aati ki agar police ka yhi role hai to kon bhrosa ker lega police per ..koi bhi bachha yeh nahin kehega ki mujhe bada hoker police banna hai ..kyunki ek time aisa ayega ki police wale ki value in gundo ki tareh ho jayegi ..main yeh nahin kehta ki saari police wale aise hain lekin jo hain unke khilaf action liye jane chaiye..agar humne helmet nahin lagaya to chalan katna chaiye naki 100rs deker chor de kyunki is se humare anadar dar nahin bethega balki police walo ki jab moti hogi bas . yeh sab baatain gor kerne layak hain ..agar aap apni kuch story btana cahate hain to feedback main jaker meerut online per mail kerain ..

Tags

The list of tags is empty.